牛牛在线工具

Maa - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Maa

Shankar Mahadevan

歌手(原记录)
Shankar Mahadevan
Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main, Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa Bhej Na Itna Door Mujkko Tu Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa Kya Itna Bura Hoon Main Maa Kya Itna Bura Meri Maa Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa Meri Nazar Dhoondhe Tujhe Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa Unse Main Yeh Kehta Nahin Par Main Seham Jaata Hoon Maa Chehre Pe Aana Deta Nahin Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main, Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa