牛牛在线工具

Dil Se Re - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Dil Se Re

A.R. Rahman

歌手(原记录)
A.R. Rahman
Ooo... Ek sooraj nikla tha Kuchh paara pighla tha Ek aandhi aayi thi Jab dil se aah nikli thi Dil se re Ek sooraj nikla tha Kuchh paara pighla tha Ek aandhi aayi thi Jab dil se aah nikli thi Dil se re Dil se re dil se re Dil se re dil se re Dil se re Dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na Piya piya Piya piya piya na piya Jiya jiya jiya na jiya Dil se re Dil se re dil se re Dil se re dil se re Dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na Piya piya Piya piya piya na piya Jiya jiya jiya na jiya Dil se re Ooo... Do patte patjhad ke pedon se utrey thay Pedon ki shaakhon se utrey thay Phir utne mausam guzre vo patte do bechaare Phir ugne ki chaahat mein vo sehraon se guzre Vo patte dil dil dil thay Vo dil thay dil dil dil thay Dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga Mausam guzarte rehte hain Dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga Mausam guzarte rehte hain Dil se dil se dil se dil se dil se re Dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na Piya piya Piya piya piya na piya Jiya jiya jiya na jiya Dil se re Ooo... Bandhan hai rishton mein kaaton ki taarein hain Patthar ke darwaaze deewaarein Belein phir bhi ugti hain aur guchchhe bhi khilte hain Aur chalte hain afsaane kirdaar bhi milte hain Vo rishtey dil dil dil thay Vo dil thay dil dil dil thay Gam dil ke pak chulbule hain paani ke ye bulbule hain Bujhte hain bate rehte hain Gam dil ke pak chulbule hain paani ke ye bulbule hain Bujhte hain bate rehte hain Dil se dil se dil se dil se Dil se re dil se re Dil se re dil se re Dil se re dil se re Dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na Piya piya Piya piya piya na piya Piya piya Jiya jiya jiya na jiya Dil se re Dil se re Dil se re dil se re Dil se re.