牛牛在线工具

Ruk Ja O Dil Deewane - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Ruk Ja O Dil Deewane

Udit Narayan

歌手(原记录)
Udit Narayan
Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Ladki Hai Ya Hai Jaadu Khushboo Hai Ya Nasha Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Ladki Hai Ya Hai Jaadu Khushboo Hai Ya Nasha Paas Wo Aaye To Chhoo Ke Main Dekhoon Zara Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Dekhe Wo Idhar Hanske Bekhabar Thaamke Dil Hum Khade Hain Gumsum Si Nazar Uski Hai Magar Honthon Pe Shikve Bade Hain Baat Ban Jaaye To Main Baat Chhedoon Zara Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Ladki Hai Ya Hai Jaadu Khushboo Hai Ya Nasha Sharma Wo Gayi Ghabra Vo Gayi Maine Jo Usko Pukaara Ye Dil Le Liya Usne Kar Diya Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Jaan Bhi Jaaye To Gam Na Karoon Main Zara Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Ladki Hai Ya Hai Jaadu Khushboo Hai Ya Nasha Mehfil Mein Haseen Tu Hi To Nahin Roothe Tu Kis Liye Akeli Jis Pe Yoon Fida Ye Dil Ho Gaya Wo To Hai Teri Ek Saheli Maan Vo Jaaye To Baahon Mein Le Loon Zara Ruk Ja O Dil Deewane Poochhoon To Main Zara Ladki Hai Ya Hai Jaadu Khushboo Hai Ya Nasha Paas Wo Aaye To Chhoo Ke Main Dekhoon Zara