牛牛在线工具

Ajab Si - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Ajab Si

KK

歌手(原记录)
KK
Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Hoo.. Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Dil ko banade jo patang saansein Yeh teri woh hawaein hain Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Hoo.. Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Dil ko banade jo patang saansein Yeh teri woh hawaein hain Aayi aisi raat hai jo Bahut khushnaseeb hai Chahe jise door se duniya Woh mere kareeb hai Kitna kuch kehna hai Phir bhi hai dil mein sawaal kahin Sapnon mein jo roz kaha hai Woh phir se kahoon ya nahin Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Hoo.. Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Dil ko banade jo patang saansein Yeh teri woh hawaein hain Tere saath saath aisa Koi noor aaya hai Chand teri roshni ka Halka sa ek saaya hai Teri nazron ne dil ka kiya jo hashar Asar yeh hua Ab inme hi doob ke ho jaoon paar Yahi hai dua Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Hoo.. Aankhon mein teri Ajab si ajab si adaayen hain Dil ko banade jo patang saansein Yeh teri woh hawaein hain