牛牛在线工具

Jhoola Kinne Dala - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Jhoola Kinne Dala

Asha Bhosle

歌手(原记录)
Asha Bhosle
Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Tum ne toh khaab dekhna Sikhlaadiya humein Uss zindagi se Kaise Sitam ko gilaah karein Jis zindagi ne aap se Milwaadiya humein Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Aankhon mein hain nasheele bhavar Zulf mein leher Aankhon mein hain nasheele bhavar Zulf mein leher Darya yeh kaisa husn ka Dikhlaadiya humein Armaano ka jahaan Mohabbat ki daastan Armaano ka jahaan Mohabbat ki daastan Hum kya kahen ke aapne Kya kya diya humein Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Manzar tamaam rang mein Doobe huwe se hain Manzar tamaam rang mein Doobe huwe se hain Tumne yeh kis makaam pe Pohchaadiya humein Yeh aap hai ke aaya hai Mausam bahaar ka Yeh aap hai ke aaya hai Mausam bahaar ka Shadaab kar diya humein Mehka diya humein Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Tum ne toh khaab dekhna Sikhlaadiya humein Uss zindagi se Kaise Sitam ko gilaah karein Jis zindagi ne aap se Milwaadiya humein