牛牛在线工具

Kahe Ko Byahi Bidesh - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Kahe Ko Byahi Bidesh

Asha Bhosle

歌手(原记录)
Asha Bhosle
Waada karke nibhaane waale Kum hote hai Ishq na karna Ishq mein gham hee gham hote hain Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Tumhe meri hi kasam hain Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Tumhe meri hi kasam hain Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Mujhe jis se hai mohabbat Use hai ajab hai yeh aadat Mujhe jis se hai mohabbat Use hai ajab hai yeh aadat Kabhi moo ko pher lena kabhi guftagoo na karna Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Maine chaaha tha kisiko Mera haal kya hai dekho Maine chaaha tha kisiko Mera haal kya hai dekho Jo kiya kasoor maine wohi tum kabhi na karna Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Meri ho agar buraaee To na dena tum safaee Meri ho agar buraaee To na dena tum safaee Mera saath khud ko ruswa kabhi koobakoo na karna Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna Koi pooche badnaseebi Ki hai intehaa bhi koi Koi pooche badnaseebi Ki hai intehaa bhi koi To meri misaal dena to mujhe namoona karna Tumhe meri hi kasam hain Meri aarzoo na karna Main na milakoon jo tumse Meri justajoo na karna