牛牛在线工具

Tum Hi Ho - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Tum Hi Ho

Arijit Singh

歌手(原记录)
Arijit Singh
Arijit Singh - Tum Hi Ho Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Tujh se juda agar ho jaayenge Toh khud se hi ho jaayenge juda Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi Mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tera mera rishta hai kaisa Ek pal door gawara nahi Tere liye har roz hain jeete Tujhko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina Har saans pe naam tera Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi Mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tum hi ho Tum hi ho Tere liye hi jiya main Khudko jo yun de diya hai Tere wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala Tere saath mera hai naseeb juda Tujhe paake addhura na raha Mmm Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi Mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi Mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho