牛牛在线工具

Aankhen Khuli - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Aankhen Khuli

Udit Narayan

歌手(原记录)
Udit Narayan
Aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai Hey aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai Aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai Aaj hi yaaron kisi pe mar ke dekhenge hum Pyaar hota hai yeh kaise karke dekhenge hum Kisi ki yaadon mein khoye hue Khwaabon ko humne saja liya Kisi ki baahon mein soye hue Apna use bana liya Aye yaar pyaar mein koi Aye yaar pyaar mein koi Na jaagta na sota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai Kya hai yeh jaadu hai koi bas jo chal jata hai Tod ke pehre hazaaron dil nikal jata hai Door kahin aasmanon par Hote hain yeh saare faisle Kaun jaane koi humsafar Kab kaise kahan mile Jo naam dil pe ho likha Jo naam dil pe ho likha Ikraar usi se hota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai Aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Aankhein khuli ho ya ho band Deedar unka hota hai Kaise kahoon main o yaara Yeh pyaar kaise hota hai.