牛牛在线工具

Chahun Main Ya Naa - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Chahun Main Ya Naa

Arijit Singh

歌手(原记录)
Arijit Singh
Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na Itna bata doon tujhko Chahat pe apni mujhko Yun to nahi ikhtiyaar Phir bhi yeh socha dil ne Ab jo laga hoon milne Poochhoon tujhe ik baar.. o.. Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Hmm.. Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya.. na.. Aisi.. kabhi pehle Hui na thi khwaahishein O.. Kisi se bhi milne ki Na ki thi koshishein.. Uljhan meri suljha de Chahoon main ya na Aankhon aankhon mein jataa de Chahoon main ya na Mere chhote chhote khwaab hain Khwaabon mein geet hain Geeton mein zindagi hai Chahat hai, preet hai Abhi main na dekhoon khwaab ko Jin mein na tu mile Chahoon Main Ya Na Ni khole honth maine Ab tak the jo sile Mujhko na jitna mujh pe Utna is dil ko tujh pe Hone laga aitbaar.. Tanha raahon mein apne Bunti hoon tere sapne Tujhse hua mujhko pyaar o.. Poochhoongi tujhko kabhi na Chahoon main ya na Tere khwaabon mein ab jeena Chahoon main kyu na Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na