牛牛在线工具

Dard Dilo Ke - 歌词大全

856,550 条歌词资料,支持按歌名、歌手检索与随机阅读。

支持按歌名或歌手检索,歌词排版与版本可能存在差异。

Dard Dilo Ke

Mohamed Irfan

歌手(原记录)
Mohamed Irfan
Dard dilon ke kam ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate Dard dilo ke kam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Tere bina na aaye sukoon Naa aaye qaraar mujhe Door wo saare bharam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jate Main aur Tum gar Hum ho jate Ishq adhoora duniya dhoori Khwahish meri kardo na poori Dil toh yehi chaahe Tera aur Mera ho jaaye muqammal ye afsaana Har mushqil aasaan ho jaati Main aur Tum gar Hum ho jate Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Baaqi nahi kuch par dil na maane Dil ki baate dil hi jaane Hum dono kahin pe mil jaayenge ik din Inn ummeedon pe hi main hoon zinda Har manzil haasil ho jaati Main aur Tum gar Hum ho jate Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Dard dilon ke kam ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate